Naa Tere Bin Lyrics is the latest new hindi song 2022 of film Ek Villian Returns sung by Altamash Faridi and the music of this is given by Tanishk Bagchi while lyrics is also written by Tanishk Bagchi. This song Featuring " John Abraham, Tara Sutaria, Disha Patni, Arjun Kapoor ".
Naa Tere Bin Song Detail:- |
Song: Naa Tere Bin
Singer: Altamash Faridi
Naa Tere Bin Lyrics In English:-
Tera asar o bekhabar
Main kho gaya jaane kidhar
Tu mere paas hai abhi
To lamhe khaas hai abhi
Na jaane kab hua yakeen
Ke kuch bhi tere bin nahi
Na tere bin rehna ji
Na aur kuch kehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bitaa loon
Kareeb aa tu iss tarah
Saansein mile do jis tarah
Main tere sang ye safar guzaaru
Mile ho tum mujhe abhi
To ho gaya mujhe yakeen
Kitna main tanha bheed mein raha hoon
Sang mein hi rehna ji
Judaai nahi sehna ji
Ke hanste hanste
Main gham tera ro loon
Na ik pal chain aa ji
Hai saath mein rehna ji
Ke jagte jagte
Main umar bitaa loon
0 Comments
If you have any doubt, please let me know
Emoji